(jb mai apne clg me nya nya gya tha,tb apne clg k samane baith k mere man me kuch aise khayal aye the)
Apne khwabo k pankho ko kuterta chala gya,
Aarzuoo ki kastiya dubata chala gya,
Apni umeedo ki fikar nahi mujhko kyuki,
Kyuki Jo mujhe mila mai use hasta chala gya,
Un muskurahato ne dil ko thandak pahuchai hai,
Dhund bhari sham mai chandni ki chanchalta nazar ayi hai,
Agaan mai khusiyo ki dhoop bhar ayi hai,
Aj lgta hai jo manga wo mila hai,
Kyuki mujhse milta har chehra aj khila hai.
Wednesday, 16 October 2013
ek nayi shuruwat...0:)
Saturday, 12 October 2013
Ghar ki yad stati hai
Har chahi manzil payi hai, phir kyu udasi chayi hai.
Dil ki har bat puri hai, phir kyu kuch talash aduri hai.
Kal Jo daat te the samajhate the, aankho me unki chaya bhar ayi hai.
Jinhe bhul jana chahte the, aj unki zarurat samajh ayi hai.
Chahre pe hasi bhari hai, phr b kyu aj aankho me naami bhar ayi hai.
my introduction....
Hello readers,this post is just to introduce myself to all of you.
Me ek aisa ladka hu Jo engineer bnane ki kosis kar rha hai.lekin...
Chalo ye sab choodo...
Me basically Hindi me likhta hu,aur sirf tab likhta hu jb dil ko kuch chu jata hai...
Me koi professional nhi bas kosis karta hu...
Me ek aisa ladka hu Jo engineer bnane ki kosis kar rha hai.lekin...
Chalo ye sab choodo...
Me basically Hindi me likhta hu,aur sirf tab likhta hu jb dil ko kuch chu jata hai...
Me koi professional nhi bas kosis karta hu...
I hope ki ap logo ko pasand ayega.
Subscribe to:
Posts (Atom)